Khuda bhi jab tumahin meray pass
Khuda bhi jab tumahin meray pass
Khuda bhi jab tumhain meray pass daikhta ho ga
Do badan aik jaan day de kaisay sochta ho ga
subah ka chain mera, sham ka sakoon hai
payar tera payar nahi, mera janoon hai
dard tujah ho agar, ankh meri roti hai
juda ho kay mar jain gay, humain maloom hai